donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
afsane
 
Urdu Couplets/Qataat/Rubayee on
DEEWAR
Kaisa chaman ki humse aseeron ko man’a hai,
chaak-e-qafas se bhag ki deewar dekhna.
Author : Mir Taqi Mir

Be-dar-o-deewar sa ik ghar banaya chahiye,
koi humsaya na ho aur paasbaan koi na ho.
Author : Mirza Ghalib

Ug raha hai dar-o-deewar se sabza ‘Ghalib’,
hum bayabaan mein hain aur ghar mein bahaar aayee hai.
Author : Mirza Ghalib

Kabhi deewar uthata hoon, kabhi main dar banata hoon,
yuhin main abr-e-baraan mein khandar ko ghar banata hoon.
Author : Kalim Akhtar

 
Total Visit on DEEWAR : 968