donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
afsane
 
Urdu Couplets/Qataat/Rubayee on
HASTI
Hasti ke mat fareb mein aajayyo ‘Asad’,
aalam tamaam halqa-e-daam-e-khayal hai.
Author : Mirza Ghalib

Gham-e-hasti ka ‘Asad’, kisse ho juz marg ilaaj,
shama har rang mein jalti hai sahar hone tak.
Author : Mirza Ghalib

Naghmahaa-e-gham ko bhi ai dil ghaneemat janiye,
be-sada ho jayega yeh saaz-e-hasti aik din.
Author : Mirza Ghalib

Kya khel rachayegi isbaar bata, ‘Akhtar’!
sahra-e-ana ka hai maidaan tiri hasti.
Author : Kalim Akhtar

 
Total Visit on HASTI : 1310