donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
afsane
 
Urdu Couplets/Qataat/Rubayee on
JANOON
Tha Mir bhi deewaana, par saath zaraafat ke,
Hum silsala daaro’n ki zanjeer hila jaata.
Author : Mir Taqi Mir

Zindaa’n mei’n bhi shorish na gai apne janoo’n ki,
Ab sang madaawa hai is aashufta sari ka.
Author : Mir Taqi Mir

Hai janoon ka zor-e-toofaa’n in dino’n,
Mai’n hoo’n aur mera garebaa’n in dino’n,
Author : Shafaq Bhagalpuri

Chalo achcha hua kaam aa gai deewaangi apni, 
Wagarna hum zamaane bhar ko samjhaane kahaa’n jaate. 

Author : Qateel Shifaee

Ik mauj-e-hawa pechaa’n, ai Mir, nazar aai,
Shaaid ke bahaar aai, zanjeer nazar aai.
Author : Mir Taqi Mir

Dilo’n ko fikar-e~do aalam se kar diya aazaad,
.Tire janoo’n ka Khuda silsala daraaz kare.
Author : Hasrat Mohani

Dilo’n ko fikar-e~do aalam se kar diya aazaad,
.Tire janoo’n ka Khuda silsala daraaz kare.
Author : Hasrat Mohani

Ishq mujhko na sahi, wahshat hi sahi,
Meri wahshat teri shuhrat hi sahi.
Author : Mirza Ghalib

 
Total Visit on JANOON : 893