donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Abul Bayaan Hammad
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* DARD TO KHOOB BAKHSA DAWA LEY GAI *

DARD TO KHOOB BAKHSA DAWA LEY GAI
ZINDAGI HUM KO KYA DEY KE KIYA LEY GAI

CHEEAN KAR HUM SEY SUB KUCH JAFA LEY GAI
AUR WOH BHI BANAM- E WAFA LEY GAI

KOEY QAATIL MEY PHIR KAUN JATA BHALA
MERA PAIGHAM BAAD –E SABA LEY GAYA

PHOOL MURJHA GAYE THAEY MEREY HATH MEN
JO BHI KHUSHBOO THI UN MEY HAWA LEY GAI

DIL JO PEHLEY SEY KAM BAQATH JATHA RAHA
EK ADA JO KEH THI DIL RUBA LEY GAI

RANG PHOOLON KE CEHRON KA KYON ZARD HAI
KIYA KHIZAN AA KEY US KO UDA LEY GAI

UFF RI TEHZEEB NOU KI YEH GHARATH GARI
CHESMM AAHOON SE SHARM O HAYA LEY GAI

ARSH TAK HAI JO PARWAZ HAMMAD KI
DAR-E HAQEEQATH KISI KI DUA LEY GAI

*******

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 361