donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Anwar Shaheen
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* koi jadu sa aiasa chal jaye *
koi jadu sa aiasa chal jaye              
hum bhi koshan hain dil sambhal jaye
bantte hain mata-e-ulfat ham             
ye gunah hai to aur phal jaye
kuchh to kahiye ke dil parishan hai      
boliye kuchh ke dil bahal jaye
hum wahan hain jahan farishton ka        
pakdaman wojood jal jaye
abroo hai hamein azeez bahut             
maal jaye ke phir mahal jaye
badakhwari gunaah hai lekin              
kya karein dil agar machal jaye
is charagh-e-sahar ka kya 'shaheen'      
kab bujhe aur kab ye jal jaye
*************
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 451