donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Hashim Raza
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Woh sab mai'n hum ko bar-e-digar dekhte rahe *

Woh sab mai'n hum ko bar-e-digar dekhte rahe,
hum un ka intaKhab-e-nazar dekhte rahe,

daman bachake ashkoo se wo to nikal gaye ,
hum der tak zami par guhar dekhte rahe,


hum beniyaz baiThe huye un ki bazm main,
auroo ki bandagi ka asar dekhte rahe.

ai sahar to aur bara bijliyo ka zor
shab bhar hum intezar-e-sahar dekhte rahe

sholo ki zad par sabhi the, kis ko pukarte
har simt Khirmano main sharar dekhte rahe

kyonkar sanbhalte humain wo naKhuda jo Khud
sahil ki afiyat se bhanwar

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 447