donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Monazir Ashiq Harganvi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Koi dekhe bhi kaise tere zaanu *
GHAZALS ON BODY PART OF WOMEN--
NEW TOPIC IN URDU SHAYARI....
Koi dekhe bhi kaise tere zaanu,
Hai'n poshida khazane tere zaanu,
Meri mushkil barhate tere zaanu,
Tasawwur me'n hai'n baste tere zaanu,
Ias dushwar hai lafzo'n me'n lana,
Ke parde me'n hi rahte tere zaanu,
Jo aaye ajnabi halqe me'n inke,
To us ko kaat lete tere zaanu,
Nibhate dosti bas aik hi se,
Nahi ghairo'n se milte tere zaanu,
Bayane gham ke ahwaal khushi ho,
Nahi kahte kisi se tere zaanu,
Na said apna banate kisi ko,
Na bante bhi kisi ke tere zaanu,
"monazir" hi ki hai saari shararat,
Ghazal me'n jo samaye tere zaanu
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 415