donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Shamim Farooqui
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* aik darya hon magar koon khangale mujh ko *
phir woh toofan kahin aaj na aale mujh ko 
ye tere bas mae agar hai to bcha le mujh ko 
kitni yadon ke tarashidah guhar mil jate hain 
aik darya hon magar koon khangale mujh ko 
aaj bhi dekh para hon usi caurahe par 
gum kiya tha jahan tune wahin pale mujh ko 
rat hote hi nikal jaunga sihra ki taraf 
din ki chubhti huee nazron se chupale mujh ko 
us kah do ke mujhe daryaon me 
sang ki tarah faza me na uchale mujhko 
waqt ka pher hai , chalna hai muqaddar mera 
woh agar shab ka musafir hai sanbhale mujh ko 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 361