donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Zaheen Shah Taji
Poet
--: Biography of Zaheen Shah Taji :--

 

Taj-ul-Muhibbeen wal Mahboobeen Hazrat Ba Ba Muhammad Tuaseen commonly renowned as Hazrat Zaheen Shah Taji Farooqui   (RA) (birth :1902 Jaipur, India - death 23 July 1978 Karachi, Pakistan) was one of the greatest sufi saints of sub-continent as well as an Urdu poet, philosopher and scholar of high repute
 
 With his pen name Zaheen he wrote many Ghazals in Urdu language while he knew Persian, Arabic, English and Hindi languages as well. He was in direct lineage from Syedna Umer Farooq and was adapted in Chishtia order of sufism in which his ancestors earned Faiz from Hazrat Syed Muhammad Moinuddin Chishti Ajmeri (RA). His Murshid was Hazrat Yusuf Shah Taji who was disciple of Hazrat Tajuddin Baba of Nagpur (RA). 
 
  Hazrat Zaheen Shah Taji translated two important works of Ibn Arabi Fusus-ul-Hukm and Fatuhat al-Makiyyah and also translated Al-Hallaj's Kitab-ut-Tawaseen in Urdu amongst many other books in Urdu and Persian the most prominent being the Taj-ul-Auliya (biography of Ba Ba Tajuddin Nagpuri (RA).   Prominent scholars who used to attend his gatherings were Maulana Mahir-ul-Qadri, Prof. A. B. A. Haleem, Prof. Karrar Hussain, Maulana Kausar Niazi, Hasrat Kasganjvi, Ilyas Ishqui, Abul Khair Kashfi, Josh Malihabadi, Rais Amrohvi and Syed Muhammad Taqi etc.
 
Just meeting him meant to benefit, and just being with him was to be secure and safe in all respects! No one that used to meet him would deny the fact that his smile was like magic.
 
Zaheen-ul-Aolia, Zaheen-ul-Millat Wa Deen, Hazrat Shaikh-ul-Kabeer, Khowaja Jalaluddin, Peer Mohammad Baba Zaheen R.A. aap Hazrat Sultan-ul-Arifeen Hazart Baba Yousuf Shah Taji (Almaroof Baba Kareem) R.A. k sajjada nasheen hain.
 
Aap Ka Ism-e-Mubarak Hazrat Tuaseen Shah Hai. “Zaheen” aap kay walid-e-majid hazrat Deedar Bukhsh Shah Nagori R.A. nay aap ka takhallus enayat farmaya. Jab Aap 7 Sal Kay Thay Aap Nay Naatain Likhna Shoro Ki. 
 
Baba Zaheen Shah Sarkar Farmatay Hain Kay Meray Walid-E-Majid Mujhay Baba Tajuddin Sarkar Kay Pass Lay Gay Thay Or Mujhay Baba Tajuddin Sarkar Say Bachpan Main Hi Mulakat Kar Sharf Hasil Ho Gaya Tha.
 
Hazrat Baba Zaheen Shah Taji Sarkar R.A. Sajjada Nasheen hain Hazrat Baba Yousuf Shah Taji Sarkar R.A. kay or aap Hazrat Baba Tajuddin Nagpuri R.A. Sarkar k khalifa or sajjada nasheen hain.
 
Baba Zaheen Shah Sarkar Khanka-e-Tajia, Mewashah, Karachi main jalwa farma rahay aap ka wisal 16 Shaban (1978) main howa aap ka Mazar-e-Akdas Khanka-e-Alia-o-Tajia, Mewashah, Karachi main wakay hai.
 
Baba Zaheen Shah Taji Sarkar nay bohat si kitabin likhi hain or aap kay 5 dewan hain 4 urdo main or 1 farsi main. Aap apnay wakt kay bohat buland or maya naz shakhsiat hain. 
 
Aap ne Mohiuddin Ibn-e-Arabi R.A. ki kitab "Fissasul Hikm" Ka tarjuma farmaya or saath tashreeh bhi farmai. Urdu zaban main ye pehla tarjuma hai jo k Baba Zaheen Shah Sarkar ny farmaya.
 
Aap ny Hazrat Mansoor-ul-Hillaj R.A. ki likhi hoi kitab "Tauseen" ka tarjuma or tashreeh bhi farmai jo k aaj tk kisi ki bhi samjh nahi ati thi, jub aap k pass ye kitab lai gai to aap ny kitab ko dekh ker farmaya k "to bhi Tauseen or main bhi Tauseen", ye kitab nayab hai or is ka tarjuma bhi nayab hai jo k Baba Zaheen Shah Sarkar ny farmaya hai.
 
Aap ka kalam ghazliat per mushtamil hai jo bohat mashoor hay jis ka ka nam "AYAT-E-JAMAL" hai.
 
Baba Zaheen Shah Sarkar ke kalam ki dosri books ka naam "Lammat-e-jamal" jo k hamd-o-naat or mankabato per mushtamil hai, "Jamalistan" main aap ny nazam or gazliat ko shamil farmaya hai, "Ajmal-e-Jamal" katat per mushtamil hai or "Jamal-e-Ayat" farsi main gazliat or nazam per mushtamil hai.
 
Kuch Ayat-e-Jamal Say:
 
BAHAR-E-BAAG-E-GULISTAN-E-SARMADI HAM HAIN
KHUDA KAY SATH HAIN JO DAIM WO ADMI HAM HAIN
 
JIS ANJUMAN MAIN DILON KAY CHARAG JALTAY HAIN
US ANJUMAN MAIN CHARAGON KI ROSHNI HAM HAIN
 
BOHAT BAREY HAIN HAQEEKAT MAIN HAM ZAHEEN MAGAR
RAHAY MAJAZ MAIN SUB SAY BARI KAMI HAMI HAIN
.. Kalam of Hazrat Baba Zaheen Shah Taji Sarkar 
 
 
You are Visitor Number : 4146