Zindagi tere naam kardi hai,
ye khabaar humne aam kardi hai,
Modadatei.n kashmakash mei.n guzri hai.n,
be-kaali aab tamaam kardi hai,
Ho gaye hum fanaa mohabat mei.n,
khushboo aab ye dawaam kardi hai,
Raat ko cheer kar chamaakti jo,
taigh wo be-neyaam kardi hai,
Mera dushmaan hai na samaaj usne,
dushmani teray naam kardi hai.