donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Afi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Jee Jaan Se Jisey Chahain *
Jee Jaan Se Jisey Chahain 
Jisey Sabh Kuch Apna Manain 
Har Cheez Qurban Kar Dalain 
Wohi Tu Log Hotey Hain 
Jo Sabab Roswai Ka Hotey Hain 
Wafa Ke Badley Main Humain 
Bewafai Inaam Daitey Hain 

Hassti Basti Duniya Humari 
Woh Tabah-o-Ujar Kar Jatey Hain 
Wohi Zalim Humara Dil 
Hamesha Tor Jatey Hain 

Janey Kesey Woh Bedard 
Humko Bhool Jatey Hain 
Sabhi Naatey, Sabhi Bandhan 
Woh Tor Jatey Hain 

Magar Phir Bhi Dil-e-Nadaan Ko Ikk Aas Hoti Hai 
Ke Woh Pathar Dil Ikk Dinn Pallat Hi Ainge 
Apney Kiye Hoey Wadey 
Woh Zaroor Nibhainge 

Kartey Hain Hum Kion Inteezar Onka 
Najaney Kion Yeh Dil Onhe Bholla Nahi Pata 
Woh Dekh Paatey Kion Nahi Sacha Pyar Humara 

Aafi Woh Youn Kion Tarpatey Hain 
Humain Kion Thokratey Hain 
Aiseyhi Chor Kar Kion Chaley Jatey Hain 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 376