donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Afi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Khush Hoon Main Itni Ke Bataya Nahi Jata *
Khush Hoon Main Itni Ke Bataya Nahi Jata 
Aaj Iss Kagaz Per Koi Lafz Utara Nahi Jata 

Mera Qalam Jo Likhta Tha Kahania Iss Tot-e-Dil Ki 
Aaj Kia Howa Afsana-e-Mussarat Tehreer Kia Nahi Jata 

Bohat Arsey Baad Hasa Hey Yeh Dil Mera 
Aaj Apna Hi Muskurata Chehra Pehchana Nahi Jata 

Yeh Jo Shokhi Aur Chamak Ai Hey Meri Ankhon Main 
Aaj Ainay Main Khud Se Apna Aap Milaya Nahi Jata 

Khushi Itni Hey Ke Lagta Hey Urr Rahi Hoon Main 
Aaj Tu Mujhse Mera Paon Zameen Per Nahi Lagta 

Main Tu Chupa Laiti Thi Apney Anchal Main Raaz Sabhi 
Aaj Yeh Tamam Khushiyan Anchal Main Samai Nahi Jatin 

Aafi Ki Oqat Itni Nahi Jitni Khuda Ne Hey Rehmat Barsai 
Aaj Tu Oss Se Yeh Karam-e-Rabb Sambhala Nahi Jata 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 373