donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Afi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Main Neeley Gagan Ki Thi Azad Ikk Chiria *
Main Neeley Gagan Ki 
Thi Azad Ikk Chiria 
Badlon Ko Choona 
Aur Onchi Parwaz Tha Meri Zindagi 

Per Aaj Woh Badnaseeb Hon 
Jo Qaid Qismat Ke Pinjar Main Hey 
Jo Hayat Ki Zanjeer Main Hey Jakri Hoi 

Katt Chuke Hain Haseen Parr Merey 
Dabbi Hoi Hain Sabhi Sisskiyan 
Ankh Har Pall Namm Hey 
Na Tu Koi Umeed Hey 
Aur Na Hain Sapney Koi 

Bohat Kamzor Hon 
Lachar Hon 
Zindagi Se Hon Thakki Hoi 

Inteezar Oss Gharri Ka Hey 
Jabh Hogi Shaam-e-Zindagi 
Aur Apnaye Gi Mout Mujhe 
Kionke Abh Yehi Hey Ikk Raasta 
Jo Karey Azad Iss Qaid Se !! 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 367