donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Afi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Jabh Se Tum Ajnabi Se Meri Zindagi Hoey *
Jabh Se Tum Ajnabi Se Meri Zindagi Hoey 
Loug Tu Loug Yeh Duniya Bhi Jaisi Thi Waisi Nahi Rahi 

Tumhari Baatein Woh Pyar Jo Hota Tha Kabhi Merey Liye 
Parda Hatta To Maloom Howa Woh To Mera Hi Nahi 

Main Kabhi Thi Tumhari Duniya Aur Yeh Sara Jahan 
Per Kia Howa Aaj Tumhey Meri Hi Zaroorat Nahi Rahi 

Fasla Tu Tha Hi Hamesha Hum Dono Ke Beech 
Dukh Yeh Hey Ke Abh Tum Main Woh Apnayat Nahi Rahi 

Waqt Barta Hey Agey Rondatey Hoey Humain 
Kabhi Bhi Kisi Ke Liye Yeh Theharta Nahi 

Insan Kuch Lamhon Main Hi Badal Jata Hey 
Kainat Ke Mousam Aik Jesey Kabhi Rehtey Nahi 

Laikin Aisa Nahi Ke Mujhe Tumse Zara Bhi Ulfat Nahi 
Bas Yeh Hey Ke Abh Mohabbat Main Utni Shiddat Nahi Rahi 

Aur Haan Tu Kia Howa Agar Aaj Tum Ho Badaley Hoey 
Aafi Bhi Jaisi Thi Abh Woh Waisi Nahi Rahi 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 338