donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Ain Tabish
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Hazar marhale honge junoo’n se aage bhi *
Hazar marhale honge junoo’n se aage bhi,
Base hai’n shahr kayi seele khoo’n se aage bhi,
Ham aik din qafase jaa’n se baahar aaye to,
Pahunch gaye falke niilgo’n se aage bhi,
Bikhar rahi hai’n daroon o baroo’n ki saari hade’n,
Lagaye’n khema daroon o baroo’n se aage bhi,
Hame’n khabar hui yeh shahr sone wala hai,
So dekh aaye badan ke fasu’n se aage bhi,
Kabhi to jhaank le devaar qahqaha se udhar,
Kabhi to dekh le hade junoo’n se aage bhi.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 417