|
* Yeh bhool hai tumhari main tera pyar bhool jati hon, *
Yeh bhool hai tumhari main tera pyar bhool jati hon,
Teri chahat tera pyar ka mere dil mein basera rehta hai,
Zindagi ki mushkilein bicha bhi dein andhra to sanam,
Tere khuloos ka mere charon tarf sawera rehta hai,
Main khud ko faramosh kar don yeh mumkin hain magr,
Behoshi mein bhi mujhe to khyal humsafr tera rehta hai.
|
|