donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Aleena Itrat
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* fareb khaya to phir zeest par azaab utray *
GHAZAL...by aleena

fareb khaya to phir zeest par azaab utray
wo kya gaya ke mohabbat ke saare khwab utray

wo jan o dil mai utarta raha sukoo'n bankar
tha qurb aisa rag o jaa'n mai maahtab utray

mai jaise raat ki rani ki bheeni khuhboo hoon
tuloo e subha taawwur ka khwab khwab utray

thi zard haakh tha mauam bhi aaj patjhad ka
kaha'n se aaj wo phir urat e gulab utray

dhali jo sham to mujh mai simat gaya jaise
qarar pane samandar mai aaftab utray

aleena' raat ke daman mai kuchh duaye'n rakhe
ufaq pe subha ki lali ho aur jawab utray

by aleena itrat rizvi
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 450