donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Ali Asghar Idrisi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Tallaffuz is zuban se jab faqat ek naam hota hai, *

Tallaffuz is zuban se jab faqat ek naam hota hai,
Isi ke sath mere sar BARA ilzaam hota hai,

Bazahir humsafar hota nahi sabke nigahon me,
Magar mujhme kahin par wo SABERE sham hota hai,,

Tasauur me wahi hota iradon me wahi shamil,
Dharakna bhi mere dil me usi ka kaam hota hai,

Milakar hosh kho baitha nigahon ko nighon se,
Pata kuchh bhi nahi chalta jo bi anjaam hota hai,

Muhabbat karne wale sab zara itna samajh lo tum.
Wahi hasil kiya isko job hi badnaam hota hai,

ALI ghalib likha khudko kabhi iqbaal kahta hai,
Nasha jab toot ta hai tab umer Khayyam hota hai,
*****

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 369