donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Ali Hatim
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Kuchh Log Badal Gaye Hain *
Kuchh Log Badal Gaye Hain 
Is raat ki...tanhayeeon k 
sab rang badal gaye hain 
chand nikla hai waisay he 
andharay badal gaye hain 

jin k bharosay theen khushian 
woh badal thahar gaye hain 
manzilain to ab bhi woh he hain 
kuch rastay badal gaye hain 

jin pe kiya tha bharosa hum nay 
woh dost bichar gaye hain 
dekhay thay jo hum nay 
woh khwab badal gay hain 

jo banay thay kabhi humsafar 
aaj woh he mukar gaye hain 
iss tutay huay dil k saray 
jazbaat badal gaye hain 

na badlay kabhi hum 
na badlay humaray khayalat 
bas rona hai yehi 
kuch log badal gaye hain
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 345