donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Allama Iqbal
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* NAALA HAI BULBUL SHOREEDAH TERA KHAAM ABHI, *
NAALA HAI BULBUL SHOREEDAH TERA KHAAM ABHI,
APNE SEENE MIE'N USE AUR ZARA THAAM ABHI,
POKHTA HOTI HAI AGAR MASLEHAT ANDESH HO AQAL,
BE KHATAR KOOD PARHA AATISHE NAMROOD MEI'N ISHQ,
AQL HAI MAHWE TAMAASHAE LABE BAAM ABHI,
ISHQ FARMOODAE QAASID SE SABAK GAAME AMAL,
AQL SAMJHI HI NAHI MAANI PAIGHAM ABHI,
AZAR PARHEZ PE KAHTA HAI BIGARH KAR SAAQI,
HAI TERE DIL MEI'N WAHI KAAWISHE ANJAAM ABHI,
ABRE NEESAA'N YEH TANAK BAKHSHI SHABNAM KAB TAK,
MERE KOHSAAR KE LAAYE'N HAI'N TAHI JAAM ABHI,
KHABAR "IQBAL" KI LAAYII HAI GULISTAA'N SE NASIIM,
NAU GIRIFTAAR PHARHAKTA HAI TAHE DAAM ABHI.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 386