donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Allama Iqbal
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Goongi Ho Gai Hai Aaj Kuchh Zubaa'n Kahte Kahte, *
Goongi Ho Gai Hai Aaj Kuchh Zubaa'n Kahte Kahte,
Hichkicha Gaya Mai'n Khud Ko Musalma'n Kahte Kahte,

Ye Baat Nahi Ke Mujh Ko Us Par Yaqee'n Nahi,
Bas Darr Gaya Khud Ko Sahib-E-Imaa'n Kahte Kahte,

Taufeeq Na Hui Mujhe Ek Waqt Ki Namaz Ki,
Aur Chup Hua Mo’azan Azaan Kahte Kahte,

Kisi Kafir Ne Jo Puucha Ke Ye Kia Hai Maheena,
Sharam Se Paani Hua Main Ramzan Kehty Kehty,

Mere Shelf Mein Gard Se Atti Kitaab Ka Jo Poocha,
Mai'n Garh Gaya Zameen Mei'n Qura’an Kahte Kahte,

Ye Sun Ke Chup Saadh Li “Iqbal” Us Ne,
Yu'n Laga Jaise Ruk Gaya Ho Mujhe Haiwan Kahte Kahte !!!
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 574