|
* Is qadar shokh ke Allah se bhi barham hai, *
Is qadar shokh ke Allah se bhi barham hai,
Tha jo masjud-e-malaik yeh wohi Aadam hai?
Aalam-e kaif hai, dana-e-ramuz-e-kam hai,
Haa'n, magar ijaz ke asrar se namahram hai.
Naaz hai taaqat-e-guftaar pe insaano'n ko,
Baat karne ka saliqa nahi'n nadaano'n ko! |
|