donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Allama Iqbal
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Ham mashriq ke musalmano'n ka dil maghrib mei'n ja atka hai, *
Ham mashriq ke musalmano'n ka dil maghrib mei'n ja atka hai,
waha'n kuntar sab billori hai, yaha'n ek purana matka hai,

is daur mei'n sab mit jayenge, haa'n baqi wo rah jayega,
jo qayam apni rah pe hai, aur pakka apni hat ka hai,

ae shaikh-o-brahman sunte ho kya ahl-e-basirat kahte hai'n,
gardo'n ne kitani bulandi se un qaumo'n ko de patka hai.

 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 435