|
* Ahd-e-nau barq hai, aatish zan-e-har khirman hai *
Ahd-e-nau barq hai, aatish zan-e-har khirman hai,
Aiman is se koi sahra no koi gulshan hai.
Is nai aag ka aqwaam-e-kuhan eendhan hai,
Millat-e-khatam-e-rasal shoula ba parahan hai.
Dekh kar range-e-chaman ho na pareshan maali,
Kookab-e-ghuncha se shaakhen hain chamakne wali, |
|