donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Anwar Shaoor
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Nahi’n ke Alam-e-asbab me’n nahi’n dekha *
Nahi’n ke Alam-e-asbab me’n nahi’n dekha,
Qarar ham ne kabhi khawab me’n nahi’n dekha,

Kanwal ka phool tasaweer me’n to nahi’n dekha hai,
Khila hua kisi talab me’n nahi’n dekha,

Tumhari shakal me’n jaisa jamal hai aisa,
Gul-e-shagufta wa shadab me’n nahi’n dekha,

Unhe’n ghoroor ka ilzam dene walo’n ne,
Kabhi aqarib-o-ahbab me’n nahi’n dekha,

Shaour ne jo asar sadgi me’n dekha hai,
Takallufat me’n, aadab me’n nahi’n dekha.

			A-24/31, Crecent Complex, Block-11,
			Gulshan-e-Iqbal, Karachi (Pakistan)

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 358