donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Aslam Rahi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* HAME'N TO JAB KABHI KAHNA PARHA GHALAT KO GHALAT, *
HAME'N TO JAB KABHI KAHNA PARHA GHALAT KO GHALAT,
BEGHAIR KHAUF O KHATAR KAH DIYA GHALAT KO GHALAT,
MERE ZAMEER KI AAWAZ THI KE JO MAI'N NE,
KAHA GHALAT KO GHALAT YA LIKHA GHALAT KO GHALAT,
KHODA GAWAAH KE SADIQ HOO'N QAUL MEI'N APNE,
GHALAT NAHI HAI MERA BOLNA GHALAT KO GHALAT,
HAME'N NASEEB SE KOI GILA NAHI "RAHI",
KE HAM GHALAT HAI'N, MILE RAHNUMA GHALAT KO GHALAT.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 339