donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Aslam Rahi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* SUNAHRE HURFO'N KI WOH KITABE SAFAR NAHI HAI, *
SUNAHRE HURFO'N KI WOH KITABE SAFAR NAHI HAI,
AB APNI AANKHO'N MEI'N KOI KHWAABE SAFAR NAHI,
SAFAR HAI APNA TAJASSUS BAHRE BEKARAA'N KA,
KAHA'N RUKE'NGE KOI HISAABE SAFAR NAHI HAI,
MERI KAHANI MEI'N AIK DARIYA SI HAI RAWAANI,
YAHAA'N WAHAA'N TAK KAHI'N SERAABE SAFAR NAHI HAI,
YEH ZINDAGI AIK HAADSA BHI HAI TAJURBA BHI,
AB IS SE ACHCHI KOI KITAABE SAFAR NAHI HAI,
TAKAAN GARD O GHUBAAR ZAADE SAFAR HAI "RAHI",
WOH KYA BATAYE JO HAM REKAABE SAFAR NAHI HAI.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 331