donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Aslam Rahi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* CHALO KE HIJRAE JAA'N SE NIKAL KE DEKHTE HAI'N, *
CHALO KE HIJRAE JAA'N SE NIKAL KE DEKHTE HAI'N,
HAM APNE APNE MAKAA'N SE NIKAL KE DEKHTE HAI'N,
WOH LOG AHLE NAZAR HAI'N WOH LOG AHLE HUNAR,
SALEB TAK JO ZABAA'N SE NIKAL KE DEKHTE HAI'N,
HADAF HAI UNKA BAHUT AAGE AUR AAGE TAK,
WOH JINKE TEER KAMA'N SE NIKAL KE DEKHTE HAI'N,
YEH ZINDAGI HAI TO HAM IS KA TAJURBA KARLE'N,
HESARE SOODO ZEYA'N SE NIKAL KE DEKHTE HAI'N,
GUHAR SHANAAS BHI MUNKIR NAKIR HAI'N "RAHI",
KINARE AABE RAWAA'N SE NIKAL KE DEKHTE HAI'N.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 335