donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Atif Javed Atif
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Dard ka ehtmaam kaisay ho *
Dard  ka ehtmaam kaisay ho 
koi taza kalam kaisay ho 
 
kitna  mushkil mein hun faqih-e-watan
neend mujh pay haram kaisay ho 
 
uski aankhein bohat muyyasar hein 
mairay hathoo mein jaam kasiay ho 
 
waqt kis ka hua hai dunya mein 
ab yeh mera ghulam kaisay ho 
 
Kon thehray ga dil mein ab Aatif
Ujrey ghar mein qayam kaisay ho
 
(Kalam Atif Javed Atif )
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 305