donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Azhar Neer
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* T a r b i t i y a n : Vahi.n dil ke khazane *

T a r b i t i y a n


Vahi.n dil ke khazane
Usse milne ke hai.n sua bahane
Humko jana hi hai aag dil ki bujhane

Neend ki talab hai
Din ki mehnat ka yeh sabab hai
Humse milne ka ab vaqt unko kab hai

Shishe ka hai ghar
Meredil mei.n hai yeh dar
Patthar se lagta hai mujhko dar

Darpan na dikhaya kar
Gairon se isko tu bachaya kar
Nazuk hai shisha yeh khud ko na sazaya kar

Liya hai iska bayan
Pata na jiska koi naam-o-nishan
Kara yeh de ke tumne kyu.n liya neer yeh maka.n

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 397