donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Babar Ali Anees
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Kahta tha ibne saad ke ay aasmaan janaab *
Kahta tha ibne saad ke ay aasmaan janaab
Bayyat jo keejiye ab bhi tou hAazir hai jaame aab

Farmatey thay Hussain ke ay khanuma kharaab
Darya ko khaak jaanta hai ibne Bu Turaab

Faasiq hai paas kuch tujhe Islaam ka nahi
Aab e taba ho ye tou mere kaam ka nahi

Garjum ka naam loon tou abhi jaam leke aaye
Kausar yaheen Rasool ka ehkaam leke aaye

Roohul ameen zameen pa mera naam leke aaye
Lashkar malak ka fatah ka paighaam leke aaye

Chahoon jo inqilaab tou dunya tamaam ho
Ulte zameen yoon ke na koofa na shaam ho

Farmake ye nigaah jo ki suwwe zulfiqaar
Tharrake pichley paaon hata wo sitam shi
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 349