donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Dr Afaqui
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Tute sare rabte aisi khai maar *
Tute sare rabte aisi khai maar 
Mere shahar mein rahti hai sunte hain voh naar 

Baton ka kohram aur main dar ke duadon 
Rahta hoon is soch mein kya likhun kya chhedun 

Ab to sipahi ped ke marenge shab khoon 
Do hafte se saajan aya nahin hai phone

Tera sabir dekh le banta tha chalak 
Nagri nagri phirta hai karke daman chak 

Gham ki fuajen baithi thin mujh pe lagaye ghat 
Phir bhi maine kat di thandi lambi rat 

Doha mere khoon mein doha mera sher 
Rajasthan ki mitti se utha mera khameer 

Main gojar hoon zat ka doha mera geet 
Unche unche shangaron mein gana meri reet
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 412