donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Dr.Mahboob Rahi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Teri baato’n mei’n nashtar hain kyo’n ,aasteeno’n mei’n khanjar hai’n kyo’n *
Ghazal numa

Teri baato’n  mei’n nashtar hain kyo’n ,aasteeno’n mei’n khanjar hai’n kyo’n 
Log itna sitam gar hai’n kyo’n ?
Tishnagee se hai’n ham jashan balb peyaas le kar kahaa’n jaye’n ab 
Khushk saare samundar hai’n kyo’n ?
Phool mere hai’n har gaam par sirf akhlaas ke naam par 
Khar kyo’n ,mujh ko patthar  hai’n kyo’n 
Phool kyo’n  aise murjhaye se chand tare hai’n dhundlaye se 
Itne bekaif manzar hai’n kyo’n 
Shayari mei’n milie’n shohrate’n khoob izzat bhee “Raahi” mili 
Pet par mere pathhar hai’n kyo’n 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 568