donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Faiz Ahmed Faiz
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Na diid hai na suKhan, ab na harf hai na payaam, *
Na diid hai na suKhan, ab na harf hai na payaam,
ko’ii bhii hiila-e-taskiiN nahiiN aur aas bahut hai,
ummiid-e-yaar, nazar kaa mizaaj, dard kaa rang,
tum aaj kuch bhii na puucho ke dil udaas bahut hai.


Aaj tanhaa’ii kisii hamdam-e-dairiiN kii tarah,
karne aayii hai merii saaqii-garii shaam Dhale,
muntazir baiThe haiN ham donoN ke maahtaab ubhre,
aur teraa aks jhalakne lage har saaye tale
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 433