donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Faiz Ahmed Faiz
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Subh kii aaj jo rangat hai vo pahle to na thii, *
Subh kii aaj jo rangat hai vo pahle to na thii,
kyaa Khabar aaj KhiraamaaN sar-e-gulzaar hai kaun,
shaam gulzaar hu’ii jaatii hai dekho to sahii,
ye jo niklaa hai liye mash’al-e-ruKhsaar, hai kaun,
(mash’al-e-ruKhsaar : illuminated face)
raat mahkii hu’ii aayii hai kahiiN se puucho,
aaj bikraaye hu’e zulf-e-tarahdaar hai kaun,
phir dar-e-dil pe dene lagaa hai ko’ii dastak,
jaane phir dil-e-vahshii kaa talabgaar hai kaun,
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 412