donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Farooq Shakeel
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Zalzala tha chand lamhon ka magar *
K e h m a n
             ZALZALA
Manzar
Zalzala tha chand lamhon ka magar 
chand lamhon ki qayamat dekh li 
ho gayee barbad sari bastiyan 
zindagi malbon ke niche dab gayee 
chha gayee charon taraf viraniyan 
ho gayee qayam hukumat maut ki 
rooh se khali badan hain har taraf 
har taraf hai be basi hi be basi 

Kehman
Admi ki be basi ko dekhkar 
Admi phir bhi sabaq leta nahin 
Be sabab ate nahin hain zalzale 
Be sabab iska azaab utra nahin 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 636