donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Ghalib Ayaz
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Kuch tha bhi kahaN ager bacha tha *
Kuch tha bhi kahaN ager  bacha tha 
Miras meN sirf sar bacha tha
Yeh jism liye kahaN bhatakte
Le de ke tumhara dar bacha tha
HaN qafle lut  gya tha sara
HaN khair se rahber bacha tha
AakheN pathi pathi huye thi 
Maqtool mai ab dar bacha tha
Mohtat the phir bhi lut gye hum 
YaroN meN abhi huner bacha tha
Baddil huyee yuN  k laut aaye 
Mushkil se zara safar bacha tha
***
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 326