* Ek sitaaraa sa badan dhyan me hai *
Ek sitaaraa sa badan dhyan me hai
Ek dil aawez sadaa kaan me hai
Hijr ki raat me kuchh neend bhi ho
Wasl ka khaab to imkaan me hai Zindagi
tujh se muzaiyyan thi kabhi
Ab to shayad ye bayaabaan me hai
Teri sairaabi – e – jaaN par laa’nat Jo
mere qatl ke aelaan |