donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Hafeez Hoshiarpuri
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Mohabbat karne vaale kam na honge *
Mohabbat karne vaale kam na honge
terii mahfil me’n lekin ham na honge

zamaane bhar ke Gham yaa ik teraa Gham
ye Gham hogaa to kitne Gham na honge

dilo’n kii ulajhane’n barhatii rahengii
agar kuchh mashvare baaham na honge

agar tuu ittafaaqan mil bhii jaaye
terii furqat ke sadamen kam na honge

'Hafeez' un se mai’n jitanaa badgumaan huu’n
vo mujh se is qadar barham na honge

 
Comments


Login

You are Visitor Number : 380