donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Hakeem Manzoor
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* T a r b i t i y a n : Kaise ho bat koi *
T a r b i t i y a n



Kaise ho bat koi 
Jab mahakti hi nahi rat koi 
Voh kuja yaadon se bhi uski nahi hoti mulaqat koi 

Naye muasam ko dekha 
Nahi pehle se acha ek zarasa 
Mera bus dard itna hai ke pehle kyun nhin samjha 

Hai uska seena khali 
Murvvat se sarasar hai voh aari 
Yahi eik baat sunne par nahi har gazva razi 


Jab maine kaha 
Yeh phool hain dhoka nazron ka 
Is baat ki upar satah pe hi voh phel gaya 

Raaz kis se kahen 
Baat kiski sune kyun sune 
Kyun na aisa karen apne andar chhipen 

Shore ghozai sigan 
Kab ruka hai isse koi karvan 
Thodi si himmat : qadam age badha : aa meri jaan
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 595