donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Hameeda Shayar Banu
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* kun mujhe itnaa yaad aaty he *
kun mujhe itnaa yaad aaty he
maa mujhe rooz kun rulaaty he
tu he aesi jaghaa jaha se kabhi
loot ke koi kabhi naa aaty he
mujh ko malum he meri o maa
phir bhi dil se na yaad jaty he
baat teri mujhe hei tadh paaty
khuwaab mei rooz tu mere aaty
ik paal ko naa bhul paau mei
maa mujhe itnaa yaad kun aaty
aahei bhar ty hun roz roty hun
gam mei ye zindgi duboty hun
yaad aaty hei beety baatei jab
rote rote kabhi mei hansty hun
apnaa bach pan jo yaad aataa he
meri gudiyaa wo yaad aaty he
sary sakhiyaa wo yaad aaty he
raat ko jab sunaty tu mujh ko
parion ki khaaiyaa pyaary
sary wo baat yaad aaty he
or mujh ko paary tu kehty thi
jab bhi banho mei mujh ko lety thi
ab naa likh paungi mei ( bibbo )
ashq sawaan se ye jo behte hei

writen by hameeda ameer
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 337