donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Hameeda Shayar Banu
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* HOOR JANNAT KI MUJHE KO LAGTI HE *
HOOR JANNAT KI MUJHE KO LAGTI HE
ES ZAMEE PAR HE WO MAGAR PALTI
JO BHI DEKHE BANE DIWAANAA WO
CHAAL, WO MORNI KI JAB CHALTI
USKO HUSNE GURUAR THODAA HE
US NE HAR DIL KO BAS YUN TODAA HE
APNI HAAR BAAT US KO PYAARI HE
PAR ANAA, KA NA SAATH CHOADA HE
US KI BATO NE DIL YE LUTAA HE
BAN GAYA US KAA, JAG YE CHUTA HE
KESAA NATAA YE DIL KAA JODAA HE
MENE SARAA JAHAAN CHOADAA HE
MUJH KO WO HAR TARAAF NAZAR AATI
MUSKURAHAT HE USKI TADHPAATI
US KA CHEHRAA JO SATH REHTAA HE
DIL PE MERE YE HAATH REHTAA HE
BHUL NA CHAHUN NA BHULAA PAAUN
BAN KE PAR CHAAI SATH REHTI HE
AB TO US KI KHUSHI KO JINAA HEI
ZEHR HO - JAAM HO KI PINAA HEI
BAAT DIL KI YE US KO KEHNAA HEI
ZINDAGI TERE BIN NAA REHNAA HEI
*****
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 371