donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Haneef Najmi
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Hum ahle dil ka jaha’n bhi lahu dikhayee diya *
Hum ahle  dil ka  jaha’n bhi lahu dikhayee  diya,
Namo ka josh waha’n char soo dikhayee  diya,

Kahi’n pe aag kahi’n per lahu dikhayee diya,
Mujhe  yeh  shaher bara surkhru  dikhayee diya,

Tujhi ne band kiya ahle dard  pe pani,
Labe furat payasa  bhi  to dikhayee diya,

Jala rahe ho yeh  sadiyo’n se tum chita jiski,
Woh rakshash  to mujhe  ko bah ko dikhayee diya,

Kisi ko to  nazar aaya nahi’n  ujaale  mei’n,
Kisi kisi ko andhere mei’n bhi to dikhayee diya,

"Teri  talash mujhe tere ang mei’n thi ",
Mai’n thak gaya ki kahi’n bhi na to dikkayee diya,

gira thi khoon hamara jaha’n jaha’n “Najmi”,
namoo ka josh waha’n char soo dikhayee diya.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 376