donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Harash Mahajan
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Her taraf khauf bhi, gam bhi, shikayat bhi hai, *
Her taraf khauf bhi, gam bhi, shikayat bhi hai, 

Zindagi maut ki her waqt inayat bhi hai. 

Derta her aadmi se aadmi ab jaane fir kyuin, 

Pooja mandir me, masjid me ibadat bhi hai. 

Bheed ab roz lage yuin chourahe per kyuin, 

Sir-firey ladte hain, ye unki virasat bhi hai. 

Serhadein pyar ki yuin toot-ker nafrat faili, 

Zindagi maut se badker kyamat bhi hai. 

‘Harash’ ab khauf gam nafrat ko mita ik din, 

pyar wo hai shama, khud ki amanat bhi hai. 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 348