donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Hasrat Jaipuri
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Shole hi sahi aag lagane ke liye aa, *
Shole hi sahi aag lagane ke liye aa,
phir toor ke manzar ko dikhane ke liye aa,
ye kis ne kaha hai meri taqdir bana de,
aa apne hi hatho se mitane ke liye aa,
ai dost mujhe gardish-e-halat ne ghera,
tuu zulf ki kamali mai'n chupane ke liye aa,
diwar hai duniya ise raho'n se hata de,
har rasm mohabbat ki mitane ke liye aa,
atalab teri amad se hai darma se nahi,
"Hasrat" ki qasam dil hi dukhane ke liye aa,
  
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 410