|
* Jeena nazar apna hamen asia nahin aata *
Jeena nazar apna hamen asia nahin aata,
Car aaj bhi wok rashk-e-Masiha nahin aata.
Mazkur ten bazam mein kiska nahin aata,
Par zikar hamara nahin aata, nahin aata.
Aata hai dam aankhon mein dam-e-hasrat-e-deedar,
Par lab pe kabhi harf-e-tamannaa nahin aata.
Be ja hai dila, uske na aane ki shikaayat,
Kya kijieye ga, farmaieye, achha nahin aata.
Qismat se hi laachar hun, ai Zauq, wa garna,
Sab fan mein hun main taaq, mujhe kya nahin aata
|
|