donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Jagannath Azad
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Insaan ke haasil hai jise khud nagri bhi, *
Insaan ke haasil hai jise khud nagri bhi,
Dur us se nahi’n kam nagahi, be sabri bhi,

Hai tu ke hai jeene ke saliqe pe tujhe naaz,
Kuchh us se nahi’n kam meri aashufta sari bhi,

Qurban mai’n ai waqat teri kam nazri ki,
Bekaar gayee aaj meri deeda wari bhi,

Rahmat agar insa’n hai to keyo’n kanp rahe hai’n,
Kosar bhi, maidan bhi, khushki bhi tari bhi,

Kahta hoo’n sukhan goii ka fan mai’n jise “Azad”,
Woh sang tarashi bhi hai aaiena giri bhi.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 564