donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Jamal Nasir
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* ruthkar tum hamain bhulane lage *
ruthkar tum hamain bhulane lage 
dil main dard tum ek jagane lage 
ehsaas us ka tum hamain dilane lage 
ghum ka gheera tum ab barhane lage 

kaise bhula dein tumhain hum 
jo mila hai pyaar hamain kismat sey 
kaise mita dein use hum 
jise pane main hamain zamane lage 
jana nahi choor kar tum hamain itne se baat per 
kar jaye na yeh hamain khayal is kali raat per 

jaante hain ja tum bhi na pao ge 
phir kyoun yeh zid hai tumhari 
is zid sey tum kya choor jao ge 
khud tum ansoo baha kar loot aao ge 
per kya us waqt tum hamain yahan pao ge 

maan jao baat hamari ab tum 
na jao choor kar ab hamain 
zid sey bara tu hai hamara pyaar 
is ka ehsaas tum kab samjh pao ge
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 334