donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Jameel Mazhari
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* Mohabbat ke gul~haaye~tar gooNdhta hooN *
 Mohabbat ke gul~haaye~tar gooNdhta hooN 
 Tira haar, rashk-e-qamar gooNdhta hooN 
 Yeh naa~cheez kaliyaaN naheeN tere laaiq 
 MaiN dil gooNdhta hooN, jigar gooNdhta hooN 
 HaiN aaNsoo ki dhaara men TukRe jigar ke 
 MaiN yeh haar shaam-o-sahar gooNdhta hooN 
 Mohabbat ki aaNkhoN men hai muskuraahaT 
 Tabassum ba~taur-e-nazar gooNdhta hooN 

This poem is written by Allama Jameel Mazhari for the immortal voice of Kundan Lal Saigal in 
film "Kurukshetra", released in 1945.  He wrote several 
       songs for the film, some of which are : 
 1.  Aaj kirnoN ka kar ke siNghaar chali 
       2.  Ai dukhi man 
       3.  Bin kaaj aaj mahaaraj laaj gayee meri 
       4.  Gaj vaadan, gun saadan shubh~kaaran 
       5.  Kidhar hai tu ai meri tamanna 
       6.  Tu aa gayee, dil ki tamanna 
       7.  Mohabbat ke gul~haaye~tar 
       8.  Aayee hai tu to kaise dil 
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 1449