donateplease
newsletter
newsletter
rishta online logo
rosemine
Bazme Adab
Google   Site  
Bookmark and Share 
design_poetry
Share on Facebook
 
Jamilur rahman
 
Share to Aalmi Urdu Ghar
* THEY HAM FAQEER USE KAAR KHUSARWAANA RAHA *
THEY HAM FAQEER USE KAAR KHUSARWAANA RAHA,
KATHLA KE DIL KE TASARRUF MEI'N IK KHAZANA RAHA,
KOI BAGOLA MAKII'N DASHT KHWAAB SE AKSAR,
PUKAARTA HAI KE DEKHO KAHAA'N THIKAANA HAI,
PHIR USKE BAAD DARAKHTO'N KI CHAAYO'N ROOTH GAYII,
PARHI WOH BARF KE PATTA KOI HARA NA RAHA,
HAWA CHALI TO BAHUT ROYE HAM KE LUT TE HAI'N,
WOH KYA MILEGA AGAR KOI NAQSH PA NA RAHA,
KANAR AAP PAR MILTE HAI'N SAR JHUKAAYE HUE,
"JAMEEL" JIN KO BAHAM KOI AAYINA NA RAHA.
 
Comments


Login

You are Visitor Number : 398